The words of the wise - Islamic Qawl (Hindi Part-1)


Jab Tumhari jindagi me do ayse raste ajaye ke julm tumhe Gardan Uthane na de, aur Din tumhe Gardan Jhukane na de, to tisra rasta gardan katane ka he----Hazrat Imam Hussain (R.A) 

Logo ka tumse hajat Talab karna Parwar digar ki nemato se he, Lehaja tum us nemat se parishan na hona----Hazrat Imam Hussain (R.A) 

Jab tumhe Yakin he ke KHUDA hamesa tumhare sath he, tofir koyi fark nahi parta ke kaun kaun tumhare khilaf he-----Hazrat Imam Hussain (R.A) 

Jo Humari Pairwi karta he hum uske liye Noor aur Roshni he----Hazrat Moula Ali (R.A)

Tumhe khus khabri deta hu, Hum Shahid hone ke baad Apni Nana ki khidmat me Hajir Honge-----Hazrat Imam Hussain (R.A) 

Hazrat Rasool-E-Khuda Sallahu alayhe wasallalm ne Farmaya, Beshak Jahannam ki aag me ek aysi mangil he jaha Logo me se koyi  bhee nahi pohche ga, Sewaye Hussain ibne Ali (R.A.) aur Yahiya ibne Jakariya (R.A) ke Katilo ke..

Hazrat Rasool-E-Khuda Sallahu alayhe wasallalm ne Farmaya Beshak Hussain hedayat ka charag aur Najat ki Kasti he..

Hum Ahlebait Alayhe Salam ki Yaad aur Humari Jikr Bimariyo, Gaamo, aur shak ke waswaso se Najat ka Rasta Banta he---Hazrat Moula Ali Sher-E-Khuda (R.A)

No comments

Thanks for comment

Powered by Blogger.